Sunday, 28-04-2024, 6:19 PMMain | Registration | Login

Site menu

Search

Statistics


Total online: 1
Guests: 1
Users: 0

Our poll

Rate my site
Total of answers: 49

Login form

Blog
Main » 2011 » June » 10 » Ques: Hazrat Masseih Maoud (AS) ne apni books mein Galiyaan di hain ?
8:09 PM
Ques: Hazrat Masseih Maoud (AS) ne apni books mein Galiyaan di hain ?
ANS:

1. Mulahiza Farmayain Hadees Shairf:

''Rasool Allah (SAW) ne b yehi peshgoi farmai k meri ummat mein ek gabrahat aur bechaini paida hogi, jis per log apne ulma ki taraf jaen gay to dekhain gay k wahan to bandar aur suwar bethay hain''

(Kinz-ul-Amaal:: Jild No 16:: Page No 80)
(Hadees No:: 387227)
(Naashir Moosast Alrasala Bairoot 1985)

Ab janab Ghair-Az-jamat k baqool Naooz Billah Nabi Kareem (SAW) ne b galiyan di hain???

2. Quran
Janab apne mujh se sawal kia tha k Quran mein Zaalim ka word use kia gya ha aur apke nazdeek ''kuta ya suwar'' gali hai..... jesa k apne aitraaz uthaya tha k Hazrat Masseih Maoud (AS) ne word use kia k ''unki aurtain kutiyon se b barh gai''...... Ab dekhiyay Quran kia farmata ha

'' فرما دیجئے: کیا میں تمہیں اس شخص سے آگاہ کروں جو سزا کے اعتبار سے اللہ کے نزدیک اس سے (بھی) برا ہے (جسے تم برا سمجھتے ہو، اور یہ وہ شخص ہی) جس پر اللہ نے لعنت کی ہے اور اس پر غضب ناک ہوا ہے اور اس نے ان (برے لوگوں) میں سے (بعض کو) بندر اور (بعض کو) سؤر بنا دیا ہے، اور (یہ ایسا شخص ہے) جس نے شیطان کی (اطاعت و) پرستش کی ہے، یہی لوگ ٹھکانے کے اعتبار سے 
بدترین اور سیدھی راہ سے بہت ہی بھٹکے ہوئے ہیں

(Surah-Almaida : 60)

Ab jab Quran aise logon ko bandar aur suwar bayan kar rha ha to kia aap yeh kahain gay k Naooz Billah Quran mein Allah ne galiyaan bayan farmai hain???
Views: 413 | Added by: Umer | Rating: 0.0/0
Total comments: 0
Name *:
Email *:
Code *:
Love For All Hatred For None
Islam Is Peace And Love
 
©c©