Saturday, 27-04-2024, 7:45 PMMain | Registration | Login

Site menu

Search

Statistics


Total online: 1
Guests: 1
Users: 0

Our poll

Rate my site
Total of answers: 49

Login form

Blog
Main » 2011 » June » 10 » QUES: Mirza Sahab ne farmaya k Pehle b mehdi aae hain aur agay b asakta ha?
11:07 PM
QUES: Mirza Sahab ne farmaya k Pehle b mehdi aae hain aur agay b asakta ha?
ANS:

Hazrat Masseih Maoud (AS) farmate hain;

" Hamain ise baat ka iqrar hai k pehle b kae mehdi aae hon aur mumkin hai k aenda b aaen aur mumkin hai k Imaam Muhammad (SAW) k naam par b koi mehdi zahir ho lekin jis tarz se awam k khayal mein hai iska sabot paya nai jata”
(Azala Auhaam, page 379, RK-Vol 3 )

To Janab Arz hai k Aap khud tehreer farmate hain k "lekin jis tarz se awam k khayal mein hai iska sabot paya nai jata " Matlab yeh k jis tarah Ghair Az Jamat Ulma sochte hain k Hazrat Isa (AS) k anay se pehle ek Imaam Mehdi aega aur sirf wohi Mehdi hoga to yeh ghalat hai… Basically Mehdi word ka matlab hai " Allah se hidayat paya hua” to ap farmate hain k pehle b kae Mehdi aae hon to iska matlab hai k Allah ka haar Nabi ek Mehdi hota ha pehle jo 1 lakh 24 hazar peghambar aae wo b Allah se hi hidayat paae huay thay isliye wo b mehdi huay aur agay b aa sakte hain aur apne ise chez ka mumkinat mein zikar kia ha k Ummat Muhammad mein Imaam Muhammad (SAW) k naam se koi mehdi yani Allah se hidayat paya hua askta ha jiske zikar Allah ne Quran mein kia ha k jinho ne Allah aur uske Rasool (SAW) ki ataat ki wo Nabiyon, sadeeqon, saleheen aur shaheedon mein se hongay ( Al Nisa: 70 )… To mumkinat ka zikar farmaya hai misaal day k koi aisa b askta hai…
Views: 786 | Added by: Umer | Rating: 0.0/0
Total comments: 0
Name *:
Email *:
Code *:
Love For All Hatred For None
Islam Is Peace And Love
 
©c©