Kalima hai ''
La ilaaha illallah, Muhammad ur Rasool Allah'' Jiska matlab hai k mein gawahi
deta hun k '' Allah k siwa koi mabood nai aur Muhammad (SAW) Allah k Rasool
hain''.... Yeh woh kalima hai jo k Ahmadi Parhte hain...
Jab k Baqi Non-Ahmadi's aur unke ulma parhte hain
'' Allah k siwa koi mabood nai aur Muhammad (SAW) Allah k akhri Rasool aur Nabi
hain''
'' Muhammad Rasool Allah'' ka saaf matlab hai k
Muhammad (SAW) Allah k Rasool hain.... yeh Ise mein Akhri+Nabi+Rasool kahan se
agya?? Yeh addition ajkal k ulma ne ki hai aur sare Non-Ahmadi isko parhte
hain... kia ajkal k ulma Nabi Kareem (SAW) se ziada zaheen aur Allah se ziada
Zaheen hain (Naooz Billah)... Jo chez unho ne add nai ki woh inho ne add
kardi??? Nabi Kareem (SAW) Ehl-E-Zubaan thay woh nai add kar sakte thay
''Akhri'' ka word?? ya jin pe duniya ka haar raaz khola gya unho ne add nai kia
yeh, Ulam ziada Zaheen hain aj k unho ne woh kardia???
To kalima kisne change kia??
|