Saturday, 27-04-2024, 6:33 PMMain | Registration | Login

Site menu

Search

Statistics


Total online: 1
Guests: 1
Users: 0

Our poll

Rate my site
Total of answers: 49

Login form

Blog
Main » 2011 » June » 21 » QUES: Mirza Sahab ko Muhammad Rasool Allah (SAW) kehna ya Nabi (SAW) ko Qadiyan mein utara etc?
2:42 AM
QUES: Mirza Sahab ko Muhammad Rasool Allah (SAW) kehna ya Nabi (SAW) ko Qadiyan mein utara etc?
ANS:


( This Translation Is of Non Ahmadi Scholar Dr. Tahir Ul Qadri, Source: www.irfanulquran.com ) 

Note: It is just posted here so that they don't say we edited the Translation thats why i have picked their translation. :-)

Ise aayat mein Quran khud Nabi (SAW) ki akakhreen mein bisharat day rha ha jabke Aap (SAW) to wafat paa chuke hain yeh hum sub mantay hain.... To Quran khud ise aayat mein Masseih Maoud (AS) ko Nabi Kareem (SAW) ki maseel qarar day rha hai....




Baqi reh gya k ap kehte ho k Akhreen woh Arab jin tak Islam ka pegham pohancha hai magar jonho ne qabool nai kia to aisa nai hai q k Quran Wazeha farma rha hai لَمَّا يَلْحَقُوا بِهِمْ jiska matlab hai k jo log ab maujood hain unke baad k zamana mein aengay.... Aur woh kon hongay woh Akhreen hongay.... Aur Akhreen ka matlab wese hi last hota hai.... agar woh last thay to uske baad to ap mein hum sub Muslim hi nai hoskte hain q k woh last thay....So akhreen means Akhreen ka garoh yani woh log jis mein Masseih Maoud (AS) ka wada kia gya hai so ise tarah Quran Khud Masseih Maoud (AS) ko Nabi Kareem (SAW) ka maseel qarar day rha ha....

Views: 1556 | Added by: Umer | Rating: 0.0/0
Total comments: 0
Name *:
Email *:
Code *:
Love For All Hatred For None
Islam Is Peace And Love
 
©c©