Thursday, 16-01-2025, 2:49 PMMain | Registration | Login

Site menu

Search

Statistics


Total online: 1
Guests: 1
Users: 0

Our poll

Rate my site
Total of answers: 49

Login form

Blog
Main » 2011 » June » 21
REF: Chashma Marfat Roohani Khazaen Vol 23 k page 114


ANS:



Views: 598 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (2)

ANS:


( This Translation Is of Non Ahmadi Scholar Dr. Tahir Ul Qadri, Source: www.irfanulquran.com ) 

Note: It is just posted here so that they don't say we edited the Translation thats why i have picked their translation. :-)

Ise aayat mein Quran khud Nabi (SAW) ki akakhreen mein bisharat day rha ha jabke Aap (SAW) to wafat paa chuke hain yeh hum sub mantay hain.... To Quran khud ise aayat mein Masseih Maoud (AS) ko Nabi Kareem (SAW) ki maseel qarar day rha ... Read more »
Views: 1582 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

Mirza Sahab ne likha " Zaruri tha k Quran Sharif aur Ahadess ki wo peshgoiyan puri hoti jin mein likha tha k Masseih Maoud jab zahir hoga to Islami Ulma k hath se dukh uthae ga aur wo usko kafir qarar dain gay aur uske qatal k liye fatway diye jaen gay.

ANS:

‎1) ULMA K HATH SE DUKH UTHANA:

وَمَا يَأْتِيهِم مِّن نَّبِيٍّ إِلَّا كَانُوا بِهِ يَسْتَهْزِؤُونO
اور کوئی نبی اُن کے پاس نہیں آتا تھا مگر ... Read more »
Views: 551 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

ANS:

To janab wohi purani arz hai k Bible mein changes kar diye hain padriyon ne... ab yeh Ellahi book to rahi nai k ise mein jo hoga woh aisa hoga k subke munh band karday... insaan ki changing hai to koi dunyavi source hi use kia hoga padriyon ne aur badqismati se unho ne Yahoodiyon ki kitaab Talmood mein se chura k denting painting kar k apni kitaab mein shamil kardia, magar woh chupta kahan hai... to Hazrat Masseih Maoud (AS) ne b usi ka zikar farmaya haik jisko tum Khuda mantay ho woh to phir choor b nikla k yahoodiyon ki kitaab se chura k apne naam se mansoob kardia...

NOTE: Lafz Yasoo istemal kia hai aur Christians ki agar book parhain to woh b Yasoo ka lafz istemal karte hain jo k unka ek khayali char ... Read more »
Views: 358 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

REF: Dafi-Ul-Bala Roohani Khazaen Vol 18. page 240

ANS:

To Janab Arz Hai k pura shair parhain phir samajh behtar aega yeh Hazir hai Aap (AS) ki Tehreer;

Zindagi bakhsh jaam Ahmed hai
Kia piyara yeh naam Ahmed hai

Laakh hon Ambiya magar ... Read more »
Views: 633 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

REF: Baraheen-E-Ahmadiyya 5th part, Roohani Khazaen Vol 21, page 193

Mirza Sahab ne mein namaz mein khashoo o khazoo ko Insani Nutfa se tashbeeh di hai? Bhala namaz k sath nutfa ki example?

ANS:

To Janab Arz yeh hai k Hazrat Masseih Maoud (AS) ne Insaan ki 2 cheezon ko bayan kia hai...
... Read more »
Views: 602 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

Ref: Baraheen-E-Ahmadiyya Rohani Khazaen Vol 1, page 601

ANS:

Quran parhte hote to humse pochne ki naubat na ati... Wah ray khud pe Muslim Ummat ki chaap lagane walo. naam k hi Muslim ho.

Ref: ( Surat Bani Israel or Sura Al Isra: 8 )
Views: 409 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Mirza Sahab ne apni kitaab Kashti Nooh Rohani Khazaen Vol 19 mein kaha hai " Aur yeh baat muslims k aqeeda mein dakhil hai k akhri zamana mein hazaar haa muslim kehlanay walay yahoodi sift hojaen gay aur Quran sharif k kai ek maqamat pe b yeh pehshgoi hai.

Views: 9850 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

Mirza Ahmed Baig aur dosray rishtay daar ek kisam k dehriyay thay aur who log Allah aur Nabi (SAW) k munkir thay aur Quran, Nabi (SAW) aur Allah ko galiyan detay thay. Jab Hazrat Mirza Ghulam Ahmed (AS) ne dawa kia to un logon ne unke sath intehai mazak ka salook kia aur kaha k " agar Mirza sacha ha to koi nishan hamain dikhae” ( Aina Kamalat-E-Islam RK-Vol 5 page568)… Phir unhon ne ghair muslim aur Christians k sath mil k ek letter (Akhbaar Chashma Noor , August 1885) mein shaya kia jis mein Nabi (SAW) aur Quran ko galiyan di hui thi aur Allah k wajood k liye nishaan talab kia hua tha.. Hazrat Masseih Maoud (AS) ne Allah se dua ki jiske nateeja mein Allah ne unko Ilhaam kia k

" mien ne inki bad kardari aur sar ... Read more »

Views: 4380 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Ref: (izala_tul_al_haam matba Lahori 2363 Musanif Mirza G.A Qadyani)

Janab Mohtaram yeh book apne kahan se paida ki hai? Hazrat Aqdas Masseih Maoud (AS) ki koi aisi book nai jiska naam " Izala Tul Alhaam" ho... Hazrat Aqdas ki 2 books k naam mein apko day deta hu jo miltay jultay ... Read more »

Views: 336 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

Love For All Hatred For None
Islam Is Peace And Love
 
©c©