Thursday, 02-05-2024, 9:14 PMMain | Registration | Login

Site menu

Search

Statistics


Total online: 1
Guests: 1
Users: 0

Our poll

Rate my site
Total of answers: 49

Login form

Blog
« 1 2 3 »
REF: Baraheen-E-Ahmadiyya 5th part, Roohani Khazaen Vol 21, page 193

Mirza Sahab ne mein namaz mein khashoo o khazoo ko Insani Nutfa se tashbeeh di hai? Bhala namaz k sath nutfa ki example?

ANS:

To Janab Arz yeh hai k Hazrat Masseih Maoud (AS) ne Insaan ki 2 cheezon ko bayan kia hai...
... Read more »
Views: 574 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

Ref: Baraheen-E-Ahmadiyya Rohani Khazaen Vol 1, page 601

ANS:

Quran parhte hote to humse pochne ki naubat na ati... Wah ray khud pe Muslim Ummat ki chaap lagane walo. naam k hi Muslim ho.

Ref: ( Surat Bani Israel or Sura Al Isra: 8 )
Views: 385 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Mirza Sahab ne apni kitaab Kashti Nooh Rohani Khazaen Vol 19 mein kaha hai " Aur yeh baat muslims k aqeeda mein dakhil hai k akhri zamana mein hazaar haa muslim kehlanay walay yahoodi sift hojaen gay aur Quran sharif k kai ek maqamat pe b yeh pehshgoi hai.

Views: 9811 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

Mirza Ahmed Baig aur dosray rishtay daar ek kisam k dehriyay thay aur who log Allah aur Nabi (SAW) k munkir thay aur Quran, Nabi (SAW) aur Allah ko galiyan detay thay. Jab Hazrat Mirza Ghulam Ahmed (AS) ne dawa kia to un logon ne unke sath intehai mazak ka salook kia aur kaha k " agar Mirza sacha ha to koi nishan hamain dikhae” ( Aina Kamalat-E-Islam RK-Vol 5 page568)… Phir unhon ne ghair muslim aur Christians k sath mil k ek letter (Akhbaar Chashma Noor , August 1885) mein shaya kia jis mein Nabi (SAW) aur Quran ko galiyan di hui thi aur Allah k wajood k liye nishaan talab kia hua tha.. Hazrat Masseih Maoud (AS) ne Allah se dua ki jiske nateeja mein Allah ne unko Ilhaam kia k

" mien ne inki bad kardari aur sar ... Read more »

Views: 4350 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Ref: (izala_tul_al_haam matba Lahori 2363 Musanif Mirza G.A Qadyani)

Janab Mohtaram yeh book apne kahan se paida ki hai? Hazrat Aqdas Masseih Maoud (AS) ki koi aisi book nai jiska naam " Izala Tul Alhaam" ho... Hazrat Aqdas ki 2 books k naam mein apko day deta hu jo miltay jultay ... Read more »

Views: 316 | Added by: Umer | Date: 21-06-2011 | Comments (0)

ANS:
Hazrat Masseih Maoud (AS) ne woh jo b likha woh hawala jat bible mein se parhay jaskte hain.. ap ne woh tamam hawala jat bible se quote kiye thay aur iska basic maqsad Padri Imaad Ud Din aur dosre Christians jo us Waqt Nabi Kareem (SAW) ko galiyan dete thay aur unke cartoon banate thay unko dikhana tha k jis insaan ko tum Khuda mantay ho usko tumhari kitaab yeh bayan karti hai aur jis Rasool (SAW) ko tum galiyan dete ho woh taqwa ki bareek rahoon pe chalne walay thay aur unki puri zindagi pe ek ungli b nai uthai jaskti... 

Here are references of those allegations from bible b ... Read more »
Views: 597 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Hazrat Masseih Maoud (AS) ne ise duniya mein jo mumkinat hai unka izhar farmaya hai k log isko bakwas samajh k chor dete hain aisa nai hona chahiye balke ine pe research karni chahiye. Ek aurat ka bin baap k bacha paida karna agar logon ne bakwas maan lia hota to aaj yeh tehqeeq na hoti k female mein mardana aur zanana khasoosiyat dono hoti hain, iske ilawah gender change hone koi aisi baat nai ha hum rozana suntay hain, africe mein latest waqiya hai k 2 saal ki bachi pregnant ha.. so inko bakwas nai samajhna chaiye balke ine pe research karna aur ghaur o fikar ki taraf tawajo dilwana maqsad hai aur baap k ... Read more »
Views: 487 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Hum Ahmadi kisi aise admi k peche namaz nai ada karte jo waqt k Nabi ka munkir ho, aur hamara yeh aqeeda hai k Hazrat Masseih Maoud (AS) Masseih aur Mehdi hain.
Jahan tak Hazrat Musleh Maoud (AS) aur Sir Zafarullah Khan (RA) ka taluq hai unhon ne kisi b imam k peche namaz nai ada ki thi. Haaj k dauran ap nafli ibaadat b karte hain aur apne rooms mein aram b. to namaz seprate b ada ki jaskti hai. Iske liye koi aisi pabandi nai ha k namaz imam k peche akay hi parhni h ... Read more »
Views: 300 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Hazrat Masseih Maoud (AS) farmate hain;

" Hamain ise baat ka iqrar hai k pehle b kae mehdi aae hon aur mumkin hai k aenda b aaen aur mumkin hai k Imaam Muhammad (SAW) k naam par b koi mehdi zahir ho lekin jis tarz se awam k khayal mein hai iska sabot paya nai jata”
Views: 786 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

" Allah ne farmaya hai k jo koi chez mere naam se mansoob karta hai Allah usko uski sha raag se pakar leta hai "

1) Baha Ullah

Baha Ullah ne nabuwat ka dawa nai kia tha balke uska dawa Khudai ka t ... Read more »
Views: 1994 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

1-10 11-20 21-29
Love For All Hatred For None
Islam Is Peace And Love
 
©c©