Thursday, 16-01-2025, 11:53 AMMain | Registration | Login

Site menu

Search

Statistics


Total online: 1
Guests: 1
Users: 0

Our poll

Rate my site
Total of answers: 49

Login form

Blog
Main » 2011 » June » 10
ANS:
Hazrat Masseih Maoud (AS) ne woh jo b likha woh hawala jat bible mein se parhay jaskte hain.. ap ne woh tamam hawala jat bible se quote kiye thay aur iska basic maqsad Padri Imaad Ud Din aur dosre Christians jo us Waqt Nabi Kareem (SAW) ko galiyan dete thay aur unke cartoon banate thay unko dikhana tha k jis insaan ko tum Khuda mantay ho usko tumhari kitaab yeh bayan karti hai aur jis Rasool (SAW) ko tum galiyan dete ho woh taqwa ki bareek rahoon pe chalne walay thay aur unki puri zindagi pe ek ungli b nai uthai jaskti... 

Here are references of those allegations from bible b ... Read more »
Views: 626 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Hazrat Masseih Maoud (AS) ne ise duniya mein jo mumkinat hai unka izhar farmaya hai k log isko bakwas samajh k chor dete hain aisa nai hona chahiye balke ine pe research karni chahiye. Ek aurat ka bin baap k bacha paida karna agar logon ne bakwas maan lia hota to aaj yeh tehqeeq na hoti k female mein mardana aur zanana khasoosiyat dono hoti hain, iske ilawah gender change hone koi aisi baat nai ha hum rozana suntay hain, africe mein latest waqiya hai k 2 saal ki bachi pregnant ha.. so inko bakwas nai samajhna chaiye balke ine pe research karna aur ghaur o fikar ki taraf tawajo dilwana maqsad hai aur baap k ... Read more »
Views: 518 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Hum Ahmadi kisi aise admi k peche namaz nai ada karte jo waqt k Nabi ka munkir ho, aur hamara yeh aqeeda hai k Hazrat Masseih Maoud (AS) Masseih aur Mehdi hain.
Jahan tak Hazrat Musleh Maoud (AS) aur Sir Zafarullah Khan (RA) ka taluq hai unhon ne kisi b imam k peche namaz nai ada ki thi. Haaj k dauran ap nafli ibaadat b karte hain aur apne rooms mein aram b. to namaz seprate b ada ki jaskti hai. Iske liye koi aisi pabandi nai ha k namaz imam k peche akay hi parhni h ... Read more »
Views: 329 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Hazrat Masseih Maoud (AS) farmate hain;

" Hamain ise baat ka iqrar hai k pehle b kae mehdi aae hon aur mumkin hai k aenda b aaen aur mumkin hai k Imaam Muhammad (SAW) k naam par b koi mehdi zahir ho lekin jis tarz se awam k khayal mein hai iska sabot paya nai jata”
Views: 810 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

" Allah ne farmaya hai k jo koi chez mere naam se mansoob karta hai Allah usko uski sha raag se pakar leta hai "

1) Baha Ullah

Baha Ullah ne nabuwat ka dawa nai kia tha balke uska dawa Khudai ka t ... Read more »
Views: 2024 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Hazrat Masseih Maoud (AS) ne farmaya;

" Mehdi k naam ki waja jesa k rivayat kia gaya hai yeh hai k wo ilaam ko ulma se nai lay ga aur Allah k pas se hidayat paae ga jesa k Allah ne apne Nabi (SAW) ko isi tareeq se hidayat di "
( Najam Ul Huda page 90, RK- Vol 14)
Views: 481 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Allegations: 

Views: 6340 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (1)

ANS:

1. Mulahiza Farmayain Hadees Shairf:

''Rasool Allah (SAW) ne b yehi peshgoi farmai k meri ummat mein ek gabrahat aur bechaini paida hogi, jis per log apne ulma ki taraf jaen gay to dekhain gay k wahan to bandar aur suwar bethay hain ... Read more »
Views: 440 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Allegation Ref: ( 
Taryaaq-Ul-Quloob page 91 )

Hazrat Mirza Ghulam Ahmed (AS) said '' Aur jesa k woh 4th ladka tha (ise se pehle b 3 betay thay)..... usi munasibat k lehaz se us ne Islami maheenon mein se 4th maheena lia yani maah-e-safar'' jesa k Hazrat Mirza Ghulam Ahmed (AS) k 3rd betay 27 Zilaqad 1312 (24 may 1895) ko ... Read more »
Views: 354 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Allegation Ref: 
(hashiya tuhfa goralviya page # 165)

Tohfa_Golarvia_page_165.jpg

Views: 372 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Allegation Ref: 
(izala_tul_al_haam matba Lahori 2363 Musanif Mirza G.A Qadyani)

Janab Mohtaram yeh book apne kahan se paida ki hai? Hazrat Aqdas Masseih Maoud (AS) ki koi aisi book nai jiska naam " Izala Tul Alhaam" ho... Hazrat Aqdas ki 2 books k naam mein apko day deta hu jo miltay jultay hain but apki bayan ki hui koi aisi book ka wajood nai ha...

... Read more »

Views: 328 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Allegation Ref: Different Places Cannot Specify one



Book: Ek Ghalti Ka Azala ( Roohani Khazaen, Vol 18 )

... Read more »

Views: 468 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

ANS:

Allegation Ref: ( Rohani Khazaen Vol 6, Book Shahadat-Ul-Quran, page 380 )

Ise bat ko samajhne se pehle kuch background realities ko dekhna intehai zaruri hai jo k afsos ajkal k inparh ulma nai dekh sakte...

... Read more »

Views: 613 | Added by: Umer | Date: 10-06-2011 | Comments (0)

Love For All Hatred For None
Islam Is Peace And Love
 
©c©